Mushkalat say ghabrana nahi chaiye
Mushkalat to ALLAH ka imtahan hota ha
Jis ka maqsad insan ko sahi mehno mai
Insan bannay ka sabak daina hota ha.
Kisi ka dil torrna aisa hi ha
Jaisay kisi ko bai waja qatal kar diya jai.
Aqal man wo nahi jisay siraf achai or burai ki pehchan ho
Balkay asal aqelmand wo ha jo achei ki pairwi karay
Or burai say say ijtanab karay.
Jis mai insan wafadari na ho is kay sath
Dosti karnay ka matlab khud ko zaleel karna ha.
Or akhar mai.....mai tha....
Maira rab tha....or nairay amal thay.
Ghalt fehmiyan door na ki jain to
Wo nafraton mai tabdeel ho jati ha.
Insan mayoos or parshan us waqt hota ha
Jab apnay rab ko razi karnay
K bajai logoun ko razi karnay mai lag jai.
Acha insan wo ha jis kay amal achay han warna
Achi batain buray log b kar saktay han.
Hazrat ALI (R.A)
Hasad na karnay say badan
Tundrust rehta ha.
Sab ko maf kar kay soya karo
Zindgi kal ki muthaj nahi.
Hasas logoun ko
hasasiyat or sang
diloun ko in ka gharoor
mar daita ha.
Thanks For Watching
For More
0 Comments