15+ New Islamic quotes, Islamic quotes, Urdu Islamic quotes, Urdu quotes, Motivational quotes, quotes   
Yaqeen karo tum namaz e fajar qaim karo 
Allah tum par poora din 
apni rehmat qaim karay ga

Fajar ki namaz lazam kar lo kau kay ye is din ky liye
shaitan kay khalaf paili fatah ha.

Beshak mushkal waqat bata kay nahi aata 
Mager
sihkha kar or samjha kar bhut kuch jata ha.

Allah kay khaof say girnay wala ansoo
baishak chota kau na ho
laikan is mai itni taqat hoti ha
keh wo samadar kay baraber gunh mata daiti ha.

Mai roz gunah karta hoo
wo chapata ha apni rehmat say
mai majboor apni aadat say
wo mashoor apni rehmat say


Kisi mushkal mai kisi buzdal say koi
mashwara mat karna.
kau kay wo tumari bachi hoi himat ko bi khatam kar day ga.

Sab say behtreen ehsas wo hota ha jab
ap ko khaiyal ay kay ap in logon kay bina
bi khus han jin kay baray mai ap pailay
socha kartay thay ke in kay baghair jeena mushakal ha.

Dunya kay liye apni akhrat barbad na karo,
kisi insan ko khush karnay kay liye Allah ko naraz na karo.

Toba karnay walon ki suhbat  mai baitho
Kau kay
wo sab say zaida naram dil hotay han


Do waqt ki roti kay liye insan 5 waqt ki namaz chor daita ha
jab kay ye janta ha ky risk ka zima Allah taalla nay apnay ooper liya ha

Insan jab munafqat ki sihrrian charna shoroo kar daiota ha 
Tu
Isay jhoot ki adat ho jata ha

Mangnay walay ko daitay waqt ye na daikho kay wo is ka haqdar ha
kau kay bhut si chezon kay tum haqdar nai ho jo tumaray pass ha

Ya Allah
Ham sab siraf nasiyat karnay wala nai 
Amal karnay wala musalman bana da
AMEEN

Khubi por naiki dolat say paida nai hoti
Balkay dolat khubi or naiki say wajood mai aati ha
Yad rakho fatah taqat ki naui
sadaqat ki hoti ha

Rishton ki rasi tab kamzor hoti ha jab insan
Ghat fehmi mai paida honay walay sawalon ka jawab 
bi khud hi bana laita ha.

Her thokar par ehsas howa
Ay Allah
Tairay sawa maira koi nai

Gunah ka Agaz makrhi tar ki manid nazak hota ha
laikan injam jahaz kay rasay say ki maned mazboot hota ha
(Hazrat Daood A.S)

Ager tum kisi ko khus nai daikh saktay to koshahas karo
keh tumari waja say kisi ko duhk bi na pounchay
 .
Faslay bhartay han to ghalt fehmian b barh jati ha
phir wo b sunai daita ha jo kha b na ho

THANKS FOR WATCHING!