10+ New Sad Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu Poetry, Poetry , in urdu shayari, shayari for urdu, sad poetry in urdu, urdu poetry, poetry

10+ New Sad Poetry,  Sad Poetry,  Sad Urdu Poetry,  Urdu Poetry, Poetry , in urdu shayari, shayari for urdu, sad poetry in urdu, urdu poetry, poetry
G bhar kar badnam ho gay 
Haq ada howa jawani ka

Kuch mar sa gaya ha maira ander
Dil ab hasratain nahi karta

Kaya bataon kitna mushkal ha,,
Janab
Jin kay liye jeena,, in kay baghair jeena

Maira dhuk ha ik shaks
Muhabat maira dhuhk nahi ha

Zamana wafadar nahi to kaya howa ay dil
Dhokay baz b to aksar yar hi howa kartay han

Mana k tum say dooriyan kuch zaida hi barh gai han
Par tairay hisay ka waqt aj b tanha guzartay han.

Aray ham to chatay han kay log ham say nafrat karain
Muhabat b kosa log sachi kartay han.

Mujh say muhabat par mashwara mangtay han log
Taira eshq kuch is tara tajarba day gaya mujay.

Kamal ki muhabat thi kuch logoun ki ham say
Bin batai shoroo hoi or bin batai khatam!

Taqdeer kay qazi say kaya poochay qesmat apni
Wo shaks hi kay gaya taira nahi hoo mai.

Aaik hi shaks hota ha qainat ki maned
Ra e eshq mai koi qafla nahi hota.
Thanks For watching!
For more sad poetry
↓↓
                                                 click here

Post a Comment

0 Comments