thory si thakawat kay liye namaz na
choro ay momen
in say kuch seekh jinhon nay
jism par khanjar hpotay huway bhi
akhari sajda bnai chora
Quran partay howay aisa lagta ha kay
jaisay wo dilasa day raha ho k mai
hon na tumhary sath
shukar karna seekho itna
milay ga kah thak jao gay
apnay din ka aaghaz sadqadainay sai shuro karo
us din tumhari koi bhi dua rad nahi ki jay gii
har toti hoi umeed mujhay
mairay Allah sai jourti ha
Umeed sirfAllah sai lagao
yah insaaan kuch nai day sakta
bhoot mayoos tha zindagi sai
phir awaaz ai Khaiya-Aalal-Falah
kia farishtay chalay gay hain kandhon sai
kah ab loog hisaab logon sai laitay hain
dil mai burai rakhnay sai bvahtar hai
kah narazgi zahir kardo
Kaba-o-Quran ko daikha hai ghulafon mai laptray
tabhi samjhay kay parday ki fazilat kia hai
muhalay ki Masjid mai jaatay nai
Madinay mai marnay ki dua kartay hai
Allah behtar karay ga
laikan agar Allah nai behtar na kia tu
Imaan rakho Allah behtar karay ga
sooraj ki shuain kitni taiz
hoti hain magar mamolii sai
badal in shuaon ko rok daitay hain
isi tarha gunnah kitnay hi ziada taqatwar
hon namaz anhain rok daiti ha
zamanay ka kaam hay mushkil mai dalna aur
Allah ka kaam ha mushkolon sai nikalnay
k liay hazaroon rastay nikalna
THANKS FOR WATCHING
0 Comments