Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu Poetry

Sad Poetry,  Sad Urdu Poetry,  Urdu Poetry
Sari basti qadmo mai ha, ya b aik fankari ha
Warna badan ko chor kay apna jo kuch ha sarkari ha

Ab to khud apni zaroorat bi nai ha ham ko
Wo b din b thay kabi tayri zaroorat ham thay

Apni dhun mai rehta hoo
Mai bi tairay jaisa hoo

Aks or aina mai ab rabt ho kaya tairay bad
Ham to phirtay han khud apnay say khafa tairay bad

Tofan gham jan guzar hi jai ga
Daikhna ha hosla kitna badban mai ha

Zabt b sabar b amkan mai sab kuch ha
Pailay kam bkhat maira dil to maira dil ho jai

Apna rishta zamee say hi rakho
Kuch nahi asman mai rakha

Koochay ko tairay chor kar jogi hi ban jain magar
Jangle tairay par bat tairay hasti tairi sehra taira

Mohabat karnay walon ki tejarat bi anokhi ha
Munafa chor daitay han khasaray bant laitay han

Oqat ki bat mat kijiye 
Ap jaisay rula kay aya hoo

Thak gaya aashiq muhabat ki lash uthaatay uthathay
Dil ha kay jinaza parta hi nai

Log you daihk kar hans daitay han
To mujay bhool gaya ho jaisay

Wo aj b sadiyon ki musafat pay khara ha
Dhoondta tha jisay waqat ki diwar gira kar

Tum mairi choro to bataoo
Her shaks tumari hi taraf daikh raha tha

Her ik kantay pay surkh kernay her ik gali mai charagh roshan
Khaiyal mai muskaranay walay taira tabasam kahan ha

Kis liye daihkti ho aaina
Tum to khud say b khoobsoorat ho

Jab nazaray thay to ankho ko nai yhi parwa
Ab anay ankho nay chaha to nazaray nahi thay

To b ay shaks kahn tak mujay berdasht karay
Bar bar ik hi chera daikha jata

Root janay ki ada ham ko b ati ha 
Faraz
Kash hota koi ham ko b mananay wala

Eshq kay izhar mai her chand riswai to ha
Par karoo kaya ab tabiyaat ap par ai ha

Jab kabi toot kar bikro to batana ham ko
Ham tumay rait kay zaron say b chun saktay han

Khani lekhnay howay dastan sunatay howay
Wo so gay ha mujay khawab say jugatay howay
Sataroo kay agay jahan ao b han
Abi ishq ka imtahan or b ha
Thanks for watching 

Post a Comment

0 Comments